Kuchh Haqiqat Hai Kuchh Kahani Hai, Urdu Ghazal By Dinesh Kumar

Kuchh Haqiqat Hai Kuchh Kahani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dinesh Kumar. Kuchh Haqiqat Hai Kuchh Kahani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Haqiqat Hai Kuchh Kahani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ حقیقت ہے کچھ کہانی ہے

دنیش کمار

کچھ حقیقت ہے کچھ کہانی ہے

صرف کہنے کو حق بیانی ہے

عشق فانی رواں ہوا جب جب

حسرتوں پر چڑھی جوانی ہے

ناؤ ساحل پہ آ کے ڈوب گئی

ناخداؤں کی مہربانی ہے

جو دیے اوٹ میں تھے وہ ہی بجھے

یہ ہواؤں کی پاسبانی ہے

زرد پتوں نے مسکرا کے کہا

فصل گل ہے ہوا سہانی ہے

شام کی چائے ان کے ساتھ پیوں

دل کی حسرت بہت پرانی ہے

روشنائی بنائی اشکوں سے

میری غزلوں میں اب روانی ہے

دنیش کمار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Haqiqat Hai Kuchh Kahani Hai

Dinesh Kumar

kuchh haqiqat hai kuchh kahani hai
sirf kahne ko haq-bayani hai

ishq-e-fani rawan hua jab jab
hasraton par chaDhi jawani hai

naw sahil pe aa ke Dub gai
na-KHudaon ki mehrbani hai

jo diye oT mein the wo hi bujhe
ye hawaon ki pasbani hai

zard patton ne muskura ke kaha
fasl-e-gul hai hawa suhani hai

sham ki chae un ke sath piyun
dil ki hasrat bahut purani hai

raushnai banai ashkon se
meri ghazlon mein ab rawani hai

(764) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Haqiqat Hai Kuchh Kahani Hai written by Dinesh Kumar at UrduPoint. Kuchh Haqiqat Hai Kuchh Kahani Hai is one of the masterpieces written by Dinesh Kumar. You can also find the complete poetry collection of Dinesh Kumar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dinesh Kumar' above.

Kuchh Haqiqat Hai Kuchh Kahani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Haqiqat Hai Kuchh Kahani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.