Aql Ki Aisi Tabedari Hai, Urdu Ghazal By Farogh Zaidi

Aql Ki Aisi Tabedari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farogh Zaidi. Aql Ki Aisi Tabedari Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aql Ki Aisi Tabedari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عقل کی ایسی تابع داری ہے

فروغ زیدی

عقل کی ایسی تابع داری ہے

خواہشوں میں بھی انکساری ہے

چل پڑی ہے اجل کی راہوں پر

زندگی بے خبر سواری ہے

دل سے اپنے جو ہار جاتے ہیں

ساری دنیا انہیں سے ہاری ہے

اس معیشت میں کامیابی کا راز

کون کتنا بڑا جواری ہے

دین سمجھے ہیں جس کو آپ فروغؔ

شیخ جی کی دکان داری ہے

فروغ زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aql Ki Aisi Tabedari Hai

Farogh Zaidi

aql ki aisi tabedari hai
KHwahishon mein bhi inkisari hai

chal paDi hai ajal ki rahon par
zindagi be-KHabar sawari hai

dil se apne jo haar jate hain
sari duniya unhin se haari hai

is maishat mein kaamyabi ka raaz
kaun kitna baDa juari hai

din samjhe hain jis ko aap 'farogh'
shaiKH ji ki dukan-dari hai

(747) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aql Ki Aisi Tabedari Hai written by Farogh Zaidi at UrduPoint. Aql Ki Aisi Tabedari Hai is one of the masterpieces written by Farogh Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Farogh Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farogh Zaidi' above.

Aql Ki Aisi Tabedari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aql Ki Aisi Tabedari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.