DaraKHton Par Parinde Bolte Hain, Urdu Ghazal By Farooq Engineer

DaraKHton Par Parinde Bolte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Engineer. DaraKHton Par Parinde Bolte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read DaraKHton Par Parinde Bolte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درختوں پر پرندے بولتے ہیں

فاروق انجینئر

درختوں پر پرندے بولتے ہیں

نکل گھر سے کہ رستے بولتے ہیں

در و دیوار سے رونق گھروں کی

دلوں کا حال چہرے بولتے ہیں

یوں ہی سینوں سے کب نکلی ہیں آہیں

لگے جب ٹھیس شیشے بولتے ہیں

کوئی بے ساختہ جملہ کبھی تو

یہ سب الفاظ طوطے بولتے ہیں

ابھی تو گل فشانی ہو رہی ہے

یہ دیکھیں کیا وہ آگے بولتے ہیں

گراں اس کی سماعت پر نہ گزرے

سو ہم کتنا سنبھل کے بولتے ہیں

ترا انداز سب کو بھا گیا ہے

ترے لہجے میں سارے بولتے ہیں

ہے ایسا شہر بھی آباد فاروقؔ

ہیں سب خاموش کتبے بولتے ہیں

فاروق انجینئر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

DaraKHton Par Parinde Bolte Hain

Farooq Engineer

daraKHton par parinde bolte hain
nikal ghar se ki raste bolte hain

dar-o-diwar se raunaq gharon ki
dilon ka haal chehre bolte hain

yun hi sinon se kab nikli hain aahen
lage jab Thes shishe bolte hain

koi be-saKHta jumla kabhi to
ye sab alfaz tote bolte hain

abhi to gul-fishani ho rahi hai
ye dekhen kya wo aage bolte hain

garan us ki samaat par na guzre
so hum kitna sambhal ke bolte hain

tera andaz sab ko bha gaya hai
tere lahje mein sare bolte hain

hai aisa shahr bhi aabaad 'faruq'
hain sab KHamosh katbe bolte hain

(700) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read DaraKHton Par Parinde Bolte Hain written by Farooq Engineer at UrduPoint. DaraKHton Par Parinde Bolte Hain is one of the masterpieces written by Farooq Engineer. You can also find the complete poetry collection of Farooq Engineer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Engineer' above.

DaraKHton Par Parinde Bolte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like DaraKHton Par Parinde Bolte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.