Dasht-e-talab Mein Kab Se Akela KhaDa Hun Main, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Dasht-e-talab Mein Kab Se Akela KhaDa Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Dasht-e-talab Mein Kab Se Akela KhaDa Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dasht-e-talab Mein Kab Se Akela KhaDa Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دشت طلب میں کب سے اکیلا کھڑا ہوں میں

اقبال انجم

دشت طلب میں کب سے اکیلا کھڑا ہوں میں

جس کا نہیں جواب کوئی وہ صدا ہوں میں

کس کی تلاش ہے مجھے اپنے وجود میں

وہ کون کھو گیا ہے جسے ڈھونڈھتا ہوں میں

یہ میں نے کب کہا تھا کہ ٹھہرو مرے لیے

دیکھا تو ہوتا مڑ کے کہاں رہ گیا ہوں میں

ہے کس کا انتظار تجھے راہ رفتگاں

تیری حدوں سے دور بہت جا چکا ہوں میں

مدت کے بعد لوٹ کے گھر آ گیا تو ہوں

اب سوچنے لگا ہوں کوئی دوسرا ہوں میں

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dasht-e-talab Mein Kab Se Akela KhaDa Hun Main

Iqbal Anjum

dasht-e-talab mein kab se akela khaDa hun main
jis ka nahin jawab koi wo sada hun main

kis ki talash hai mujhe apne wajud mein
wo kaun kho gaya hai jise DhunDhta hun main

ye main ne kab kaha tha ki Thahro mere liye
dekha to hota muD ke kahan rah gaya hun main

hai kis ka intizar tujhe rah-e-raftagan
teri hadon se dur bahut ja chuka hun main

muddat ke baad lauT ke ghar aa gaya to hun
ab sochne laga hun koi dusra hun main

(1104) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dasht-e-talab Mein Kab Se Akela KhaDa Hun Main written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Dasht-e-talab Mein Kab Se Akela KhaDa Hun Main is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Dasht-e-talab Mein Kab Se Akela KhaDa Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dasht-e-talab Mein Kab Se Akela KhaDa Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.