Zindagi Ka Koi His Kaise Ada Karte Hain, Urdu Ghazal By Kaif Moradaabadi

Zindagi Ka Koi His Kaise Ada Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaif Moradaabadi. Zindagi Ka Koi His Kaise Ada Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Ka Koi His Kaise Ada Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی کا کوئی حس کیسے ادا کرتے ہیں

کیف مرادآبادی

زندگی کا کوئی حس کیسے ادا کرتے ہیں

جو محبت نہیں کرتے ہیں وہ کیا کرتے ہیں

درس عبرت ہے دم صبح نزول شبنم

گلستاں روتا ہے اور پھول ہنسا کرتے ہیں

طالبان کرم یار طلب سے پہلے

اپنے دامن کی طرف دیکھ لیا کرتے ہیں

ان کی مرضی ہے ہمیں یاد کریں یا نہ کریں

ہم بہ ہر حال انہیں یاد کیا کرتے ہیں

زندہ درگور ہوں میں کثرت آلام سے کیفؔ

لوگ پھر بھی مرے جینے کی دعا کرتے ہیں

کیف مرادآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Ka Koi His Kaise Ada Karte Hain

Kaif Moradaabadi

zindagi ka koi his kaise ada karte hain
jo mohabbat nahin karte hain wo kya karte hain

dars-e-ibrat hai dam-e-subh nuzul-e-shabnam
gulistan rota hai aur phul hansa karte hain

taliban-e-karam-e-yar talab se pahle
apne daman ki taraf dekh liya karte hain

un ki marzi hai hamein yaad karen ya na karen
hum ba-har-haal unhen yaad kiya karte hain

zinda dargor hun main kasrat-e-alam se 'kaif'
log phir bhi mere jine ki dua karte hain

(396) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Ka Koi His Kaise Ada Karte Hain written by Kaif Moradaabadi at UrduPoint. Zindagi Ka Koi His Kaise Ada Karte Hain is one of the masterpieces written by Kaif Moradaabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaif Moradaabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaif Moradaabadi' above.

Zindagi Ka Koi His Kaise Ada Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Ka Koi His Kaise Ada Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.