Jo Muddaton Mein Kisi ShoKH Ka Shabab Aaya, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Jo Muddaton Mein Kisi ShoKH Ka Shabab Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Jo Muddaton Mein Kisi ShoKH Ka Shabab Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Muddaton Mein Kisi ShoKH Ka Shabab Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو مدتوں میں کسی شوخ کا شباب آیا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

جو مدتوں میں کسی شوخ کا شباب آیا

رہین دامن و منت کش حجاب آیا

نمود شام ہوئی وقت اضطراب آیا

جہان عشق و محبت میں انقلاب آیا

جنوں میں زیست تھی اپنی طلسم بیداری

قضا نے آ کے سلایا تو ہم کو خواب آیا

نہ دل میں درد ہی باقی ہے اب نہ آنکھ میں اشک

اخیر وقت ہے پایان اضطراب آیا

بس اب تمام ہوا انتظار قاصد کا

کہ زندگی کی طرف سے ہمیں جواب آیا

غضب تھی بزم میں ساقی کی طرز مستانہ

بھرا ہوا نہ کوئی ساغر شراب آیا

نظام عالم فرقت خلاف قدرت تھا

نہ ماہتاب ہی نکلا نہ آفتاب آیا

نظرؔ اقامت دنیا کی ختم مدت ہے

کہ ہم بھی پیر ہوئے وقت پا تراب آیا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Muddaton Mein Kisi ShoKH Ka Shabab Aaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

jo muddaton mein kisi shoKH ka shabab aaya
rahin-e-daman-o-minnat-kash-e-hijab aaya

numud-e-sham hui waqt-e-iztirab aaya
jahan-e-ishq-o-mohabbat mein inqalab aaya

junun mein zist thi apni tilism-e-bedari
qaza ne aa ke sulaya to hum ko KHwab aaya

na dil mein dard hi baqi hai ab na aankh mein ashk
aKHir waqt hai payan-e-iztirab aaya

bas ab tamam hua intizar qasid ka
ki zindagi ki taraf se hamein jawab aaya

ghazab thi bazm mein saqi ki tarz-e-mastana
bhara hua na koi saghar-e-sharab aaya

nizam-e-alam-e-furqat KHilaf-e-qudrat tha
na mahtab hi nikla na aaftab aaya

'nazar' iqamat-e-duniya ki KHatm muddat hai
ki hum bhi pir hue waqt-e-pa-turab aaya

(506) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

انتظار حشر کر سکتے نہیں ناکام عشق

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

رہا کرتے ہیں مے خانوں میں ہم پیر مغاں ہو کر

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Raha Karte Hain Mai-khanon Mein Hum Pir-e-mughan Ho Kar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

شوق دل فکر دہن میں ہے جو رہبر کی طرح

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Shauq-e-dil Fikr-e-dahan Mein Hai Jo Rahbar Ki Tarah

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

یا دل ہے مرا یا ترا نقش کف پا ہے

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Ya Dil Hai Mera Ya Tera Naqsh-e-kaf-e-pa Hai

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ہجر میں ناشاد دنیا سے دل مضطر گیا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

کچھ خوشی سے ہمیں عشق ستم ایجاد نہیں

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Kuchh Khushi Se Hamin Ishq-e-sitam-ijad Nahin

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ترے وعدے کا ہر اک کو اگر اعتبار ہوتا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

کوئی مجھ سا مستحق رحم و غم خواری نہیں

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Koi Mujh Sa Mustahiqq-e-rahm-o-gham-khwari Nahin

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Jo Muddaton Mein Kisi ShoKH Ka Shabab Aaya written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Jo Muddaton Mein Kisi ShoKH Ka Shabab Aaya is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Jo Muddaton Mein Kisi ShoKH Ka Shabab Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Muddaton Mein Kisi ShoKH Ka Shabab Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.