Main Aur Wo Dusra Aadmi, Urdu Nazam By Rahi Masoom Raza

Main Aur Wo Dusra Aadmi is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Rahi Masoom Raza. Main Aur Wo Dusra Aadmi comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Main Aur Wo Dusra Aadmi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اور وہ دوسرا آدمی

راہی معصوم رضا

جاؤ جاؤ مجھے نیند آئی ہے سونے دو مجھے

دن گزر جاتا ہے لفظوں کا تعاقب کرتے

اور جب رات کو تھک ہار کے گر پڑتا ہوں

تم چلے آتے ہو اخبار لئے

تم کو اب یاد نہیں

کل کے اخبار میں بھی تھیں یہی ساری خبریں

بلکہ پرسوں سے یہی خبریں دھڑا دھڑ ہر اک اخبار میں چھپتی ہیں

پڑھی جاتی ہیں

کل کی خبریں بھی لگے ہاتھ سنا ڈالو ابھی

پھر کہیں جا کے مرو تم بھی مجھے سونے دو

صبح کو پھر مجھے لفظوں کے تعاقب میں نکلنا ہوگا

راہی معصوم رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Aur Wo Dusra Aadmi

Rahi Masoom Raza

jao jao mujhe nind aai hai sone do mujhe
din guzar jata hai lafzon ka taaqub karte
aur jab raat ko thak haar ke gir paDta hun
tum chale aate ho aKHbar liye
tum ko ab yaad nahin
kal ke aKHbar mein bhi thin yahi sari KHabren
balki parson se yahi KHabren dhaDa-dhaD har ek aKHbar mein chhapti hain
paDhi jati hain
kal ki KHabren bhi lage hath suna Dalo abhi
phir kahin ja ke maro tum bhi mujhe sone do
subh ko phir mujhe lafzon ke taaqub mein nikalna hoga

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Aur Wo Dusra Aadmi written by Rahi Masoom Raza at UrduPoint. Main Aur Wo Dusra Aadmi is one of the masterpieces written by Rahi Masoom Raza. You can also find the complete poetry collection of Rahi Masoom Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahi Masoom Raza' above.

Main Aur Wo Dusra Aadmi is a widely read Urdu Nazam. If you like Main Aur Wo Dusra Aadmi, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.