Tumhein Shab-e-wada Dard-e-sar Tha Ye Sab Hain Be-etibar Baaten, Urdu Ghazal By Sardar Genda Singh Mashriqi

Tumhein Shab-e-wada Dard-e-sar Tha Ye Sab Hain Be-etibar Baaten is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sardar Genda Singh Mashriqi. Tumhein Shab-e-wada Dard-e-sar Tha Ye Sab Hain Be-etibar Baaten comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tumhein Shab-e-wada Dard-e-sar Tha Ye Sab Hain Be-etibar Baaten on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تمہیں شب وعدہ درد سر تھا یہ سب ہیں بے اعتبار باتیں

سردار گینڈا سنگھ مشرقی

تمہیں شب وعدہ درد سر تھا یہ سب ہیں بے اعتبار باتیں

یقیں نہ آئے گا ہم کو ہرگز بناؤ گو تم ہزار باتیں

نہیں جو منظور تم کو ملنا تو کیوں نہیں صاف صاف کہتے

سمجھ میں آتی نہیں ہمارے کرو نہ تم پیچ دار باتیں

اٹھی ہے کالی گھٹا فلک پر ہے ساقیٔ ماہ وش بغل میں

بہک بہک کر ہیں کیا مزے سے بنا رہے بادہ خوار باتیں

ہوئیں ہیں جس دن سے چار آنکھیں تمہاری اے یار مشرقیؔ سے

یہی تمنا ہے بیٹھ کر تم سنو ہماری دو چار باتیں

ہے آئی مشکل سے وصل کی شب کہ جس کی مدت سے تھی تمنا

جو میں نے شکوے کیے تھے اس کی کرو نہ تم بار بار باتیں

یہ کیا محل ہے کہ آج کرتے ہو شیخ جی ذکر زہد و تقویٰ

یہی ہے واجب کہ ہوں گل و مل کی وقت فصل بہار باتیں

جو آج آئے ہو میرے گھر پر تو ہے یہ ذکر رقیب کیسا

نہ کیجیے مشرقیؔ سے صاحب کہ ہیں یہ سب ناگوار باتیں

سردار گینڈا سنگھ مشرقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tumhein Shab-e-wada Dard-e-sar Tha Ye Sab Hain Be-etibar Baaten

Sardar Genda Singh Mashriqi

tumhein shab-e-wada dard-e-sar tha ye sab hain be-e'tibar baaten
yaqin na aaega hum ko hargiz banao go tum hazar baaten

nahin jo manzur tum ko milna to kyun nahin saf saf kahte
samajh mein aati nahin hamare karo na tum pechdar baaten

uThi hai kali ghaTa falak par hai saqi-e-mah-wash baghal mein
bahak bahak kar hain kya maze se bana rahe baada-KHwar baaten

huin hain jis din se chaar aankhen tumhaari ai yar 'mashriqi' se
yahi tamanna hai baiTh kar tum suno hamari do-chaar baaten

hai aai mushkil se wasl ki shab ki jis ki muddat se thi tamanna
jo main ne shikwe kiye the us ki karo na tum bar bar baaten

ye kya mahal hai ki aaj karte ho shaiKH ji zikr-e-zohd-o-taqwa
yahi hai wajib ki hon gul-o-mul ki waqt-e-fasl-e-bahaar baaten

jo aaj aae ho mere ghar par to hai ye zikr-e-raqib kaisa
na kijiye 'mashriqi' se sahab ki hain ye sab nagawar baaten

(433) ووٹ وصول ہوئے

You can read Tumhein Shab-e-wada Dard-e-sar Tha Ye Sab Hain Be-etibar Baaten written by Sardar Genda Singh Mashriqi at UrduPoint. Tumhein Shab-e-wada Dard-e-sar Tha Ye Sab Hain Be-etibar Baaten is one of the masterpieces written by Sardar Genda Singh Mashriqi. You can also find the complete poetry collection of Sardar Genda Singh Mashriqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sardar Genda Singh Mashriqi' above.

Tumhein Shab-e-wada Dard-e-sar Tha Ye Sab Hain Be-etibar Baaten is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tumhein Shab-e-wada Dard-e-sar Tha Ye Sab Hain Be-etibar Baaten, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.