Haalanki Main Asir-e-azab-e-safar Na Tha, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Haalanki Main Asir-e-azab-e-safar Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Haalanki Main Asir-e-azab-e-safar Na Tha comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Haalanki Main Asir-e-azab-e-safar Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حالانکہ میں اسیر عذاب سفر نہ تھا

اقبال انجم

حالانکہ میں اسیر عذاب سفر نہ تھا

یہ اور بات ہے کہ مرا کوئی گھر نہ تھا

دن رات بھاگتے ہوئے لمحوں کے درمیاں

میں سوچتا تھا کوئی مرا ہم سفر نہ تھا

ہم بحر زندگی سے جو چن چن کے لائے تھے

خالی سبھی صدف تھے کسی میں گہر نہ تھا

یوں خاک اڑ رہی ہے نگاہوں کے سامنے

دشت طلب میں دور تلک کوئی گھر نہ تھا

بارش کی سازشوں میں ہوا بھی شریک تھی

لیکن مکین شہر کوئی باخبر نہ تھا

لوگوں نے سنگسار کیا اس کے باوجود

وہ مطمئن تھا اس کا کہا بے اثر نہ تھا

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haalanki Main Asir-e-azab-e-safar Na Tha

Iqbal Anjum

haalanki main asir-e-azab-e-safar na tha
ye aur baat hai ki mera koi ghar na tha

din raat bhagte hue lamhon ke darmiyan
main sochta tha koi mera ham-safar na tha

hum bahr-e-zindagi se jo chun chun ke lae the
KHali sabhi sadaf the kisi mein guhar na tha

yun KHak uD rahi hai nigahon ke samne
dasht-e-talab mein dur talak koi ghar na tha

barish ki sazishon mein hawa bhi sharik thi
lekin makin-e-shahr koi ba-KHabar na tha

logon ne sangsar kiya is ke bawajud
wo mutmain tha us ka kaha be-asar na tha

(1358) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haalanki Main Asir-e-azab-e-safar Na Tha written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Haalanki Main Asir-e-azab-e-safar Na Tha is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Haalanki Main Asir-e-azab-e-safar Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haalanki Main Asir-e-azab-e-safar Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.